Breaking

Thursday 19 April 2018

सिर्फ 1 app और 32 app के फायदे ??

Hello freinds
Kaise ho aap log.Aaj ke is post me mai aap logon ko ek aise application ke baare me batane wala hoon jo sirf 5 mb ka hai aur is application me aapko 32 se bhi jyada aap mil jaaenge ye application bhut hi kamal ka hai
Iss application ka naam hai smart kit 360 Aap niche ⬇️⬇️⬇️ diye gaye link se iss application ko downlaod kr sakte hain

App link - http://bit.ly/2Jj3fOP

Download karke apne mobile me install kr lene ke baad jab aap is app ko open karenge to kuch is tarah ka interface dikhega jaisa ki aap niche diye gaye photo me dekh paa rhe hain




Yahan par aapko saare application dekhne ko mil jaayenge.
Sabse pahle jo application hai vo hai notepad to yahan par jakar aap apne notes vagareh likh kr ke save kar sakte hain.



Uske baad hai translator to yahan par jakar aap kisi bhi language ko translate kar sakte hain

Uske baad hai dictonary to iski madad se aap kisi bhi word ke meaning ko check kr sakte hain
Uske baad hai exercise
Phir hai file manager
Cutter
Matronome
Recorder
Flashlight
Mirror
Calculator
Aise kar ke aap ko isme 32 apps mil jayenge
Dosto agar aap in saare app ko alag-alag download karte hain to koi aapko 2mb,4mb,6mb,8mb to koi 10mb ke par jayenge jo aapke mobile ke storage ko lenge
Lekin ye app sirf 5 mb ka hai aur isme aapko 32 alag alag app mil jaayenge

Iss application ko aur achi trah se samajne ke liye ye video jarur ⬇️⬇️⬇️

https://youtu.be/nwC9gIHEPmY

No comments:

Post a Comment